Saturday, December 12, 2015

Akele raho main kahin , thehra main to raha

Barsat me akele rahete nahi Boonde pyar ke hum pe kyu baraste nahi 
sath mere jabhi hote the tum dil me khushi 
zara sa gam bhi nahi 
Tere jane se kabhi 
mene jana pyar kya 
tuje pana he muje par jaaun main kaha 
Akele raho main kahin 
thehra main to raha

Ye raat din ab khayalon me hai
Khud se hai ab anjaan hai hum
Behte ho kyun yun fizaon me tum
Rahon me kabhi ek nishana ho tum
Aaoge tum sanam, 
Mujhko hai yeh yakeen
Rahon me hai kadam,
Ye saansein ab ruki,
Akele raho main kahin 
thehra main to raha

No comments:

Post a Comment